Showing posts with label Misc. Show all posts
Showing posts with label Misc. Show all posts

Friday, December 22, 2006

आस जब भी बंधी है उनसे मिलने की
किस्मत हम पर ना जाने क्यू हँसी है
हमसे नज़र मिलना उनकी थी दिल लगी
वोह नही जानते की मेरे दिल पर क्या गुज़री है

Tuesday, December 19, 2006

E Khuda Aaj Ye Faisla Karde,
Use Mera ya Mujhe Uska Karde.
Bahut Dukh Sahe He Maine,
Koi Khusi Ab Toh Muqadar Karde.
Bahot Muskil Lagta Hai Usse Duur Rehna, Judai Ke Safar Ko Kum Karde.
Jitna Door Chale Gaye Woh Mujhse,
Use Utna Kareeb Karde.
Nahi Likha Agar Nasib Me Uska Naam,
To Khatam Kar Ye Zindagi aur Mujhe FANAA Karde.”

Gam ne hasne na diya

zamane ne rone na diya

is uljhan ne hame jine na diya

thak ke sitaron se pahah mangi

neend aayi to teri yaad ne sone na diya

Lafz me kya taarif karu aapki,Aap lafz me kaha bandh payenge...

Kabhi meri aankhon me jhank kar dekh,

Hazaron alfaz khud-b-khud bikhar jayenge

Na Jane tujhp itnaq yakin kyon hai,

Tera khayal bhi itna hasin kyo hai

suna hai dosti ka dard mitha hota hai

to ankh se nikla anshu namkeen kyo hai

aye khudaaaj ye fisala kar de mujhe uska ya use mera karde

bahut dukh saheein hain maine koi khushi mere mukadar kar de

bahut mushkil hai usssedoor rehna judai ke safar ko kaam kar de

jitna door chala gaya hai wo mujhse mujhe uske utna hi kareeb kar de

agar nahi likha takdeer mein naam uska to khatam zindagi aur mujhe fanaa KAR DE

Ankhen to pyar me dil ki zuban hoti hai,

sachi chahat to sada bezuban hoti hai,

pyar mai dard bhi mile to kya gabrana,

suna hai dard se chahat aur jawan hoti hai....

Friday, December 15, 2006

peeta hoon tujh ko bhulane k liye
jeeta hoon yaad sirf teri aane k liye
yaad aati hai to peena hi padta hai
too nahi to zamane k liye jeena hi padta hai..

Gham Mila To Ghabraa Ke Pee Gaye,
Mili Thori Si Khushi To Mila Ke Pee Gaye,
Nahi Thay Hum Bhi Kal Tak Peene Ke Aadi,
Sharaab Ko Tanha Dekha To Taras Khaa Ke Pee Gaye.

jaam pe jaam peene se kya fayada ....
raat ko p din me utar jayegi
ek baar hamare aankon se p kar dekho
umr bhar nashe me guzar jayegi

Ashk wo bhi girane lage hain,
paigam unke bhi ane lage hain,
ikraar karte hain ab mohabt ka wo bhi,
jab duniya chod hum jane lage hain..

Dil ki batein aakhon se kahi jati hai,

Bol dhadkan se sune jate hai,

Aap toh nadan hai jo saaf sunna chahte hai,

ishq ke jazbat toh sirf mehsoos kiye jate ha

mar jaoon main agar, to aansu mat bahana,
bas kafan ki jagah apna dupatta chada jana,
koi pooche ki rog kya tha,
to sir jhuka ke mohabbat bata jana.

Maikhane mein jam tut jata hai,
Ishq mein dil tut jata hai,
Na jaane kya rishta hain dono mein.
Jam tute to Ishq yaad aata hai,
Dil tute to Jam yaad aata hai.

Raat chupchaap hain, par chaand khamosh nahi,
Kaise keh dun, ki khuda aaj faraamosh nahi;
Aisa duba hun teri aankhon ki gahraai mein,
Haath mein jaam hain, pine ka magar hosh nahi !

dil jab tadapta he,unki yaad aati he.
dil kab tadapta he,jub uniki yaad aati he.
hum gam se door jaaya,par kha jaaya.
yaro ye gam hame maikhane pe khich lata hai.

mehkashi dekar mujhko is shraab ne kiya wo ehsaan hai,
ke is anjuman mein ab bas chalaktey mai ke jaam hai.
mujhe kehte hai log na pi itna ke tu bhool jaaye khud ,
kaun bataye unko ki ye jaam hi ab hamari pehchaan hai .
nasha deti hai ye mujhe jo jindagi se bhi pyaara,
saath deti hai ye mera ban ke mausagi ki dhaara,
iske chalakney se jaise khilta hai maikhana..
isye chakhar mitta hai jindagi ka viraana,
yeah jaam maikhaney ki jindagi,
yahi jaam uski pehchaan hai ,
kya kahu yaaron ye maikhaana meri jindagi ka doosra naam hai ....

BARBAD HONA KHUD HI KAUN CHAHATA HAI
KAUN QUMBAQT AB JINA CHAHATA HAI
UNKI YAD LE AATI HAI MAIKHANE ME
WARNA KAUN HAI JO HAR ROZ PINA CHAHATA HAI.

Maikhane se nikle the jab hum
Bhul chuke the saare gum
Par jab hosh mein aaye
To jaane kyun thi apni aankhen num

Is Dopal ki Zindgi me tanhai kyu hai,
Logo ko humse ruswai kyu hai,
Is duniya me insan kam nahi hai,
Fir bhi hamare sath sirf hamari Parchai kyu hai...